Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name imam Abu Hanifa 
Question assalam o alaikum mera swal y hai k rozy ki halt men mian biwi ka talluq ks had tk jaez hai? wo hmbistri nhi kr skty but kya shohr apni biwi k kpry wgera utrwa kr us k jsm sy lutf andoz ho skta hai? us ko kissing krna us k jism pe hath pherna kya y sb kch jaez hai? men y baten ksi sy khul kr nhi poch skti is lye aap sy cntct kr rhi hn men smjhti hn k rozy ki halt men y sb thek nhi hai pr mey shohr nhi manty aap plz is slsly men meri khul kr rahnumai kr den. 
Answer Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain. 1)Jima(hambistari) kane se roza batil ho jata hai. 2)Agar rozay dar mani nikalnay k iraday k bagair misaal k taur per apni biwi se cheerh chaar ya hansi mazaq karay aur ose itminaan ho k mani kharij nahi ho gi to agarchah mani kharij ho jay is ka roza sahi he. albatta agar ose etminaan na ho to is surat me jab mani kharij ho gi to is ka roza batil ho jay ga. 3)ye bhi makrooh hai(haram nahi hai) k mani nikalne k irade k beghair insaan apne biwi ka bosa le ya koi sehwat anghaiz kaam kare. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1553, 1576, 1629)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.