Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name khula 
Question khula ka mujhay pata hai k kiss soorat mi khola jaiz hai...ye batain ap k agar biwi ne kula lena ho tu kon husban ya un k ghar walo se baat karay ga or agar wo na dain tab kiya ho ga or zor zbardast shohar hambistri karay biwi razi na ho ye gunah hai k nahi? 
Answer Biwi k liye zaruri hai k shohar jab bhi jinsi lazzat hasil krna chahe to uski khwahish puri kre or sharaee uzar k bager shoahr ko hambistry se na roke, Albatta agr biwi apne shohar se is had tak nafrat krti ho k use wazeefa zojiyat ada na krne ki shamki deti ho to wo apne shohar se talaq e khuka le sakti hai, lekin shohar is bat ko qabool na kre to talaq e khula nahi hogi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2376-2492). Update on dated 07-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.