Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sunni 
Question mje ye question puchna hy k islam me naqab must hy ya hijab? agar koi larhki sirf hijab kare or naqab na kare to is bare me islam kya kehta hy? humein kya karna chahye? sirf hijab ya naqab? q k ek taraf islam me ye b hy k sir se pair tak female k liye parda must hy... 
Answer Aurat k lie zaroori hai k chehray aur hathoo ki kalahiyon (palms) k alawa sar k baal aur badan na-mehram mard sai chupay. Laikin aurat na-mehram mard k samne chehra aur kalaiyo(wrist) tak hath khulay rakh sakte hai. Laikin is surat me k haram mai mubtila honay ka khof ho ya kisi mard ko dekhana haram me mubtila karne k irade sai ho to phir hath aur chehray ko chupana wajib hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2399). Update on dated 15-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.