Question |
salam allaiq. sir mein kisi mujtahid ki taqleed nahi karta q k mein buhat pireshan hun Nimaz me ALI WALI ULLAH ki shahdi ki waja say, q k mujtahid mana kar rahe hain k jaiz nahi.quran me to yeh hai k jab kabi shahdi ka poucha jaye to foran 3 shahadatin kahni chahye. jaza k allah |