Answer |
Biwi k pechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari karna biwi k razi nah honay ki sorat main ethiyat e wajib ki bina par haram hay, aur agar biwi razi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67) .Update on dated 07-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |