Answer |
Shadi ki pehli rat aurat ko khoon ana zaroori nahi hai q k ho sakta hai k wo aurat kisi accident ki wajah sai apna kunwara pan khatm kar chuki ho. Laikin agar aap nai nikah k aqad mai shrt rakhi thi k larki virgin ho aur baad mai pta chalay k wo virgin nahi hai to aap nikah ko khatam kar saktay hain. (Ref email rec from ayatullaha sistani d.b. dated : April 21, 2011) .Update on dated 07-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |