Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Allam Sistani 
Question Jab haath ko kohni(elbow) tak dhoney ka likha ha tu hum kohni(elbow) say nechey haath tak kyun dhootey hain 
Answer Surah maida surah # 5 ki ayat # 6 mai wazoo k lie lafz e marafiq (kohni) sai pehlay (ﺍﻠﻰ) ka lafz aya hai, is lafz sai murad hath ki had bandi hai dhonay ki hadbandi nahi hai isi lie is mai (ﻤﻦ) ka zikr nahi hai. (Ref : Anwarul Quran, Allama Zeeshan Haider Jawadi, pg 248) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.