Answer |
1)Aulad k lie sohar aur biwi dono aik din roza rakhain aur iftaar ka waqt gusl karain phir aik baar surah muzammil paani per dum kar k pee lain inshallaha aulaad ho jaay gi.(ref : kitab payam e shifa pg#287)
2) Sheikh bahai farmatay hein jis aurat ko hamal na hota ho ye ayat haroof e mo’qat’aat likh kar aurat k pahlu me bandhein hamila ho jay gi. Sheikh bahai farmatay hein k me ne ye ayat 900 auratoon ko likh kar de sab hamila ho gi. surah e ra’ead ayat # 31 (wa lou an’na . . . . . . . .jamee’un) (Ref : Kitab Payam e Shifa pg # 283)
|