Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Namaz-e-Juma wajib hai ya sunnat , Ya farz, aur namaz-e-juma kay baad kiya namaz-e-zuhr parhna wajib hai aur kitne raqt parhna hai. Ya namaz-e-Zuhr nahi parhne hai. 
Answer Namaz jumma fajar ki tarah 2 rakat he. Aur Jumma ki namaz wajib e takhyiri(optional) he. Is se murad ye he ke jumma ke din mukallaf ko ekhtiar he ke agar namaz juma ki shariat majood hoon to juma ki namaz perhain ya zohar ki namaz perhain laihaza agar insaan jumma ki namaz perhe to vo zohar ki namaz ki kifayat karti he. (Yani zohar ki namaz perhna zurari nahin ) (Ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 720). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.