Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question A.O.A I HAVE TO PAY KHUMS SEHIM IMAM RS. 51,631/-. WHERE I PAY TO THIS AMOUNT? ISO AND MAJLIS WEHDAT MUSLIMEEN REQUESTED ME FOR DONATION CAN I GIVE THEM ABOVE AMOUNT TO ISO / MAJLIS WEHDAT MUSLIMEEN PAKISTAN OR OTHERWISE ADVISE WHERE I PAY THIS AMOUNT BY INSTALLMENT AS SOON AS POSSIBLE. WAITING FOR REPLY. ALLAH HAFIZ  
Answer 1. Ehtiyaat e wajib ki bina par khums osi mujtahid ko diya jaay ga jis ki aap taqleed ker rahay hoon ya phir os maqam par kharch kia jaay jis ki os ne ijazat di ho.( Ref: mujtahid se pochay gay sawalaat, part#1, sawaal#109) 2. Is qisim ka istemaal hakim e shara(Mujtahid) ki ijzat k baghair jaiz nahi he or ehtiyaat e wajib ye hay k is ki ijazat alam mujtahid se talab karay.(Ref: mujtahid se pochay gay sawalaat, part#3, sawaal#101).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.