Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Kiya national saving center mein raqam deposit karkey monthly munafa leyna Shariyat ky mutabiq sahi hai ya hai? Kuoonkay is raqam sy karobar karnay ka koi tajarba nahi hai aur raqam kay zaya hojanay ka dar hai. 
Answer 1-Private ya government ya sami- government bank main sood lene ki shart per raqam jama kerwana jaiz nahi hay or ye sood hay. 2-Government bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo is sorat main jaiz hay jab sood ki adhi raqam deendaar ghareeb or mustahaq afraad ko sadqa di jaay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #3,5.). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.