Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Mara sawal yeh ha k jab ham gusal kar rhe ho to peshab k katre niklne se ya hiwa harij ho jane se gusal par koi asar parta ha yar phir bi gusal ho jaye ga  
Answer Agar koe ghusl k doran peshab kar de to is ghusl ko tark kar k new siray se ghusl karna zarori nahi he balkeh wo apnay is ghusl ko mukammal kar sakhta he ,is surat me ehtiyaat e lazim ki ki bina per wuzu karna bhi zaruri he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 384). Or agar aap ko yaqeen nah ho k ghusl k doran paishab ya hawa(gas) kharij hoe hay tu aap apnay is ghusl ko mukammal kaain or agar ye ghusl wajib(siwaay ghusl e istehaza e muta,was,sita) or mustahb ho tu wuzu karna bhi zaruri nahi ho ga. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 299, 384, 389). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.