Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question meri behn ki shadi ko ak sal or 4 mahine hogaye hen shadi k 4 mahine bad se meri bhen hamare sath reh rhi hai q k us k shur or sasural walon ka rawaiya us k sath shi nhi tha jb woh hamare sath reh rhi thi to us k bare men pocha tk nhi jb k woh pregnentthi.us ka ak beta bhi hai 8 mahine ka use bhi na to shur ne dekha na sasural walon ne.or ab ayen hen usay lejane ki bat krhe hen mgr ab nhi bhejna chate or chate hen k talaq lena chate hen meri bhen bhi razi he to kiya is trha talaq jaez hai  
Answer jis aurat ka daimi nikah ho jay is k lie haram he k sohar ki ijazat k begair ghar se pahle bahir nikle chahae is ka nikalna sohar k haq k manafi nab hi ho. Magar ye k koi aham zarorat pesh aye. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2376 ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). Shohar per apni is biwi ka naan o nafaqqa wajib hay.jis ka nikah da’imee hoa ho or jin baato main shohar ki ita’at wajib hay in main wo iski ata’at guzaar ho.is bunyaad per shohar hay keh wo bivi k liay khana,libaas,aisa makan ferhaam karay jis main zarori wasaa’il maujood hoon.(Ref: A.sistani(d.b),jaded fiqhi masa’il, masalah # 407 ). Aap k liay talaq ka mutaalba kerna jaiz hay .(Ref:A.sistani(d.b),jaded fiqhi masa’il, masalah # 428)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.