Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Assalama-o-Alaikum, Qibla Janab Sistani Sahab aap say guzarish hay k barahay meharbani " Ehtiyat Wajib ", k meanings aur kiya hain aur agar mumkin ho to plz iss ki tashreeh bhi farma dain...shukriya..khudaaap ko sehat-o-salamti k saath omar-e-khidhir ( A.S) ata karay, aameen 
Answer wo hakum jo ethiat k mutabiq ho aur mujtahid ne is k sath fatwa na dia ho aisay masayl me muqalid us mujtahid ki taqleed kar sakhta he jo aalam k bad ilm me sab se barh kar ho. (Is me mujtahid apna fatwa nahi deta balke ethiat lagata he) (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) fiqhi istehalat pg # 473)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.