Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani sahab  
Question Salam - Sir mera sawal ye h ki Namaz e Subha aur Magrib, Isha mai Sure taiz awaz se aur zohar, asar mai ahista kyon pade jate h ? khuda hafiz. 
Answer Aksar akhkaam e sher,e ki sabab or illatain(reasons) or shriyat k bananay walay(yani khuda) ki nazar main qabil e aytebaar maslihat hum logo se poshida hay, or hamari aqlain on ko samajhnay se aajiz hain. Or wajib ye hay k illat or wajah per nazr kiay baghair wazeh hadees ki pairwi(following) karain.(Ref: Lumah#6,kitaab e meraas,nashir maktab e naveed e islam, pg#472). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.