Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Sistani 
Question Salamun Alaikum Agha.............. Kya tisri rakat me tasbihat e arba se pehle bismillah padhna wajib hai ya mustahab hai ..................... agar bismillah nahi padeinge to kya namaz jayez hai?  
Answer Namaz ki teesri or chothi rakat main perhi janay wali tasbihaat e arbah se pehlay bismillah perhna wajib ya mustahab nahi.agar koe bismillah perhay tu namaz batil nahi hogi.( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 992). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.