Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Assalamualikum, Moulana Ali Raza mehdavi saheb, mera sawal yeh hai ke ham jab surah tauba parhte hai is se pehle bismillah hirrehman ner rahim nahi parhte, lekin kia is sureh ki her rukuh se pehle bhi bismillah parhna chahiyeh ya nahi 
Answer Q k bismillaah quran ki ayat he, is liay quran perhne k qasd(intention) se isko perhnay main koe haraj nahi hay.(Ref: E-mail rcvd from A.sistani(d.b),dated: :Dec 25, 2011). Note: Bismillah ko sorah e tauba ki ibteda or dermiyaan main is niyat se perhna jaiz hay k wo is sorah ka hissa tu nahi hay laikin quran ki aik ayat hay or isko har jaiz kaam ki ibtida main perha jasaka hay,balkeh mustahab hay.ye jo kaha jata he k sorah e tauba ki ibteda main bismillaah nah perhi jaay tu is muraad bhi yehi hoti hay k isko is niyat se nah perha jaay k ya is sorah k hissa hay.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.