Answer |
Nijasat ka nigalna haram hai lekin mouth main aajana haram nahi hai jis tarh khoon (najis hota hai) mouth mai aajata hai, laikin os ko haluq k se neechay utaarna jaiz nahi hay. (Ref : Minhajus Salaheen Ayatullah Sistani d.b. Part # 3, masla #910 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |