Answer |
Agar share parde ka khayal rakha jay or lazzat ka irada ya gunah main mubtila hony ka khoof nah ho to koi haraj nahi hai or share parde k alawa chehray ka makeup karnay se bhi perhaiz karna chahiay. (Ref : Kitab Nigah aur libaas, Sawal # 97, Pg # 65). Update on dated 11-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |