Answer |
Agar qasam tamam shriat k sath sahi khai jae to agar baad mai jan boojh kar is qasam k khilaf amal kray to wo gunahgar hai aur zaroori hai k kaffara dai. Yani 10 faqeero ko pait bher kar khana khelaye ya ine libas pinay aur agar in amaal ko na kar sakta ho to zaroore hai k 3 din musalsal roze rakhe. .(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2633). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) |