Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Asalam alaikum mien ne aj kasam khai hai apne mangetar se larai hone par bohat rote hue or jazbati hote hue k mhe kasam hai ALLAH OR USKE RASOOL(S.A.W) ki k aj k bad tumse pehle ki tarhan bat nhi krungi or na hi tumse esa koi rishta rakhna chahti hun..... Ye kasam khaa to li yaqeen dilane k liye par jb bad mien socha to ehsas hua k boht bari galti hogai itni bari kasam kese khaa li yeh mere liye namumkin haii .. Ab boht pareshan hun soch soch k neend bhi nahi arhi hai boht darr lgrha hai plz hal bataen plz jaldi plz 
Answer Agr apne jazbat men aakr bila-irada or be-ikhtiyar qasam khai thi to is qasam shumar nahi kiya jayega. .(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2633). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.