Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Sistani 
Question Janab mujhay maloom yeh karna hai kay. seghayee mutta...kiya urdu mai par saktay hain... agar haan tu kiya parha jayee...matlab usku kis tarahan say ada kiya jayee k sahi hooo? 
Answer Ehtiyaat e wajib ki bina per nikah (nikah k alfaz) arabi me parhe jaen agar khud mard aur aurat sahi arabi me nah parh sakte hoon to arabi k alawa kisi aur zaban me nikah parh sakte hain. Misaal k taur per pehle meher aur muddat (waqt e muta) moayan karne k baad aurat kahe k ((mene is meher per jo moayan ho chukka hai aur os waqt tak jo moayan ho chukka hai apne aap ko tumhari zaujiyat main diya)) us k foran baad mard kehe ((me ne is qabool kiya)) to nikah e muta sahi hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2335). Update on dated 22-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.