Answer |
Agar koi qasam khae k mai falan haram kaam nahi karoo ga laikin apni qasam par amal na karay to wo gunahgar hai aur zaroori hai k kaffara dai yani aik ghulam azad karay ya 10 faqeero ko pait bhar kar khana khalaye ya inhain kapray pehnay aur agar in ko baja na la sakhat ho to zaroori hai k 3 din musalsal roza rakhay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2633). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |