Question |
Assalam O Alekum
meri shadi ku 2 saaal huney waley hain hamari olad nahi hai bohot koshish ki docotors sa bhi check karwaya husband na bhi apney test karwaye in ki report mai hai k in k jaraseem ki ziada tadad jandar nahi hai 31 percent actie hai aur hum na kafi medicines bhi khain hain ju doc na di thi lekin koi result nahi hai mai kafi pareshan hoon aap please koi hal batain merey husband ka naam irfan hai
shukria |