Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah sistani 
Question As salam o alikum, Aik aurat k jis ka 2 saal se chota sheer khuwaar bacha ho aur us bachey k liey feeding zaroori hoo isi darmiaan us aurat ko pata chaley k us ka aik aur hamal theher gaya hai tu kya woh apney pehley bachey ko doodh pila sakti hai? 
Answer 1)Mustahab hai k aurat bachay ko puray 21 mahinay doodh pilaya jae aue 2 saal sai ziada doodh pilana munasib nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2454)2) Agar aurat chahay k os ka doodh ziada ho jae to surah nahal surah # 16 ki ayat # 66 ko pani par parhay aur pi jae inshallah doodh ziada ho jae ga. (Ref : Payam E Shifa pg # 284) note : wazeh rahay k bachay k lie maa ka doodh behtreen ghiza hai.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.