Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Quran-o-Itrat Academy  
Question Sir mera naam pahle Prem Singh tha or mai ek Hindu parivar se tha. meri mulakat ek muslim ldki se ho gyi or hum dono ek dusre ko bahut pyaar krne lge. us ldki ne mujhse kaha ki aap mere ghar par aakar hum dono ki shdi ki bat kr ke dokho . mai uske ghar par gya or shadi ke liye kaha par unhone mna kr diya mai kae bar gya unke pas par unhone mna kr diya. fir us ldki ne bola ki agar tum Islam kabool kar lete ho to hmara nikha ho skta h. to maine Islam kabool kr liya. mai fir unke ghar par gya magar unhone fir mna kr diya. kuch time pahle us ldki ko uske ghar walo ke kis trah kya kiya ab wo mujhse bat nahi krti h. magar mai aaj bhi usko bhul nahi paya hu. or har time ye hi sochta rhta hu ki mere sath etna bda dhokha kyu kiya un logo ne. ab mai islam se pyaar krta hu par mujhko n hi nbaz padhni aati h or n kuch par mai islam ko chhodna nahi chahta hu. or n hi us ldki ko bhulna chahta hu. mai aapse or es smaz se ye puchna chahta hu ki meri galti kya thi jo mujhko apnaya kyu nahi gya. kyu meri puri jindgi barbad kr di gyi . eska jimmedar kon h or unki kya saza honi chahiye. ye bareilly uttar pradesh ki ldki h. mai bahut dukhi hu or mai chahta hu ki mera nikha usi ldki ke sath ho or wo hi mujhko islam ke bare me btaye. koe meri madad kr skta h to meri madad kro. agar koe meri madad kr skta h or mujhko marne ke bacha skta h to pls help me.  
Answer Aapne islam qabool kiya chahe larki ki waja se hi sahi mgr qabool kiya kiya yaqeenan koi maslihat hogi islam apko apprrciate krta hai, ap Allah se dau mange or kisi ache moulana k pas jakr rozana kch din islam ki kch usool seekhen or kisi masjid men jakr musalmano k sath namaz ada kren, agr us Allah ne chaha to yaqeenana apki usi larki se shadi hogi. Is k liye ham apko ek wazeefa dedeten hen. Agrchhe islam pasand ki shadi kiijazat deta hai lekin wo larki islami aytbarb se ap ki nehmehram hai or na mehram Jins e mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak pounch jay, ye jaiz nahi hai q k ghunnah mai mubtila honay ka khof mojoud hay.(Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.