Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name taqleed 
Question mara walad ghar may namaz parta hn ya sahe hai ya nahe masjad may namaz nahe parta aur kho tu bahana banata hn  
Answer Namaz ghar mai bhi parhi ja sakti hai magar Islam ki muqadas shriat mai bohat taqeed ki gae hai k namaz masjid mai parhi jae. Is k alawa masjid mai ziada jana chaheay aur os masjid mai jana jahan log kam aatay hon mustahab hai aur agar koi shakhs masjid k paroos mai rehta ho aur koi wajah bhi na ho to os k lie masjid k alawa kisi aur jigha namaz parhna makrooh hai.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 880-884) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.