Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question mjhey apse ye pochna hai k agr koi ghalat khayalat islam se related ain jaisey k bht se causes facebook pe baney quran ki bey adbi Allah ko nauzubillah ghalat kehna..agr asi cheezen phrse dimagh mein ain to kia ye gunah hai?soch asi aye jo k khud arahi ho jsko control bhi krna charahey hain lkn ho nahi raha...khud he aye jain agr..ya asi sochen k Allah k pas chaley jaingey lkn Allah ko insan se gharaz nahi na matlab jaisey k insan ko gharz hti hai aik mard ya aurat se ..Allah ko nahi hai..hum uper jakr kia karengey Allah se koi rishta nahi mein ye chezen bar bar dohraney lagi hun takey bacha jaye ghalat ya is k opposite sochon se..kia ye gunah hai? 
Answer 1) Hazrat Imam Ali Raza a.s. sai marwi riwayat k mutabiq zawal k waqt 150 martaba  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.