Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question aslamo alikom sir moje aap se ye pochna ha ke ma ne eak larki ke sath hum bestre ki ha aur wo prednet ho gay ha ur wo ha be ghar muslim kia es halet me ma us se nikha kar sakta hon ya nahi  
Answer 1)Zina krna gunah e kabira hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1, masla # 29) 2) Jis shakhs nai kisi aurat sai zina kia ho aur os sai shadi karna chahae to is k lie ehtiyat e wajib ye hay k wo os aurat say toba karnay say pehlay nikah na karain. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 403 pg # 235) Sachchay dil se toba karain.Parverdigar ne quran majeed me wada kiya he k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta he. Aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday per amal na karey. (ref : website ayatullaha sistani d.b. ques # 1 , toba http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888 ) Musalman mard ka nikah hindo aurat se nahe ho sakta.( shadi k lie phele us aurat ko musalman hona zarori hai.)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.