Question |
Salam mera swaal ye h ki kya hum Imam Hussain ya kisi Masoomeen ke namo ki pam plate banakar logo tak unka massage de sakte h jabki hume pata h ki ye pam plate log padkar sare raha daal bhi sakte h aur ye logo ke pairo ya naali nalo mai bhi ja sakte h pls mujhe batane shukriya khuda hafiz. |