Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Second Marriage 
Question Dear Sir, Aap ne mere pehle question ka jawab deya tha keh dosari shadi karna mustahabi hai aur biwi ki ijazat lena zaroori nahe hai, agar waalidah aur bade bhai bi raazi nahe hain to kiya muje walidah aur bade bhai ki marzi k khilaaf shadi kar leni chahye ya nahe, please koi acha sa mashora islam ki roshini mein dey, shukriya. 
Answer Mard k lie shadi karnay k lie wali(bap aur dada) ki ijazat ki zaroorat nahi hai aur na hi maa aur bhai ki ijazat zaroori hai. albetta jab bhi waldain ki taraf sai koi hokum ya rok tok muhabbat ki wajah sai ho aur is ki mukhalifat sai unhain izaiat hoti ho to aulad k lie is ki mukhalifat karna haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1387)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.