Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name dnt knw 
Question namaz ki niyat kaisa ki jati h? 
Answer 1)Zarori hay k insan namaz qurbat ki niyat sai yani Allah ki bargah main pasti or khuzu k izhar k lie perhay or ye zaroori nahi k niyat ko apnay dil say guzaray ya maslan zaban say kahay keh 2 rakat namaz, fajr ki sunnat perhta hon qurbatan illal laah. 2)Zaroori hai k insan namaz k start sai end tk apni niyat par qaim rahay. Agar wo namaz mai is terha gafil ho jae k agar koi pouchay k wo kia kar raha hai to os ki samajh mai na aye k kia jawab dai to is ki namaz batil hai.(Ref: seestani d.b, tauzeehul masail maslah # 930,932) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.