Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name dnt knw 
Question 4 rakat namaz ya 3 rakat namaz mein pehli 2 rakat namaz k kyam or akhr rakato k kyam mein parhnay ka kch farak hta ha? 
Answer Zaroori hai k insan wajib namazoo ki pehli aur doosri rakat mai pehlay al-hamd aur phir kisi aik surah ki tilawat karay. Aur namaz ki teesri aur choti rakat aik dafa ah-hamd ya aik dafa tasbeehat e arbea parhi ja sakti hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 965-92)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.