Answer |
Agar fajar ki wajib namaz mai shak ho jae k 1 parhi hai ya 2, to namaz batil hai aur start sai dubara parhni paray gi. albetta is k mazeed masail hai jo aap pouch saktay hain.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1152)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |