Answer |
Agar namazi kharay hotay waqt shak karay k sajda ya tashahhud baja laya hai ya nahi to zaroori hai k apne shak ki perwa na karay aur namaz ko continue karay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1159)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |