Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name non yet 
Question mera questoin Zanjeer zani ke bare main hai ke kia ye jaiz hai or kia is ke liye walid ya walda main se kis se ijazat talab ki jaye or is ke mutaliq ehkamat kia hai? 
Answer Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119). 2)jab bhi waldain ki taraf sai koi hokum ya roktok mohabbat ki wajah sai ho aur is ki mukhalifat sai inhain aziat hoti ho to aulad k lie un ki mukhalifat karna haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1387 )[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey] 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.