Answer |
Azadari or seena zani k doran azadaro ka kameez utaarna jaiz hai. Laikin ehtiyat e wajib ye hai k na-mehram khawateen on k jism per nazar nah dalain. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed masael , Mafhoom e Pg # 163, part#4). Update on dated 05-03-2015.. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |