Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Ya ALI As Madad Main ap sy pouchna chahti hn k ak larky or larki k rishty ki bunyad shadi hi ho or wo larki ko sariyat ka paband rakhy larki b larky ki khatir khud ko hr na mahrum ki nazro awazo sy bachany lagy or apny rishty ki takmeel k lia pahly sy ziada nake imaan wali ho jay k Usko Allah b khush rahy or wo b sirf ak mard tak mahdod rahy wo apas main milty b na houn na unko touch kiss ki hawas ho to kia wo apis main bat kar sakty hain pak saf guftago koi behoda bat na karain to unka shadi tak bat karna jaiz hai 
Answer Mangetar sai aam mamool ki baat cheet krna jis k andar koi shawat angaiz baat na ho, koi haraj nahi hai laikin is mai bhi shrt hai k is sai koi jinsi lazzat hasil na ho aur na hi haram mai parnay ka dar ho . (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, sawaal # 137,pg # 65)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.