Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Ya Ali As Madad Mera sawal ye hai k ak larky or larki ny agr rishta shadi ki buniyad pay suro kia ho to larky ny larki ko ghr pardy main betha dia ho us ko bgair waja k kahi b na jany data ho larki b larki ko hmesha seedhy rasty ko apnany ka kahti ho or ak mard tak hi khud ko mahdod kar lia ho us larky ki waja sy or tamam na mahrum mardo cousins sy us ny parada suro kar dia ho or pahly sy ziada imaam py qayam ho gai ho k ALLAH b us sy khush rahy or ALLAH us k risthy ko pasand kary wo larka larki na apas main milty houn na akathy bethety houn na un main tuch kiss ki hawas ho to kia unka pa py pak saf guftugo karna jaiz hai asi guftugo js sy wo dond hadayt py hi rahain ya mustaqbil k bary main jaldi bataye ga 
Answer Gee han bilkul guftagu kr sakte hen, Ak (namehram) khatoon se aise baatain ki jasakte hai jin ka nateja kise akhlaqi fasaad ki sorat me na nikal raha ho jab k kohe aise baat bhi na ki jarahe ho jis ka kise ajnaben khatoon k saath kiya jana munasib nahe hota. ise tarah beghair lazzat k irade k is ki batain bhi sone jasakte hai jab k haram me bhi na perne ka itmenaan ho. Albata aurat ki zimedare bhi hai k wo apne awaz ko itna khubsurat aur bareek na banaye jo isaan k jazbaat ko obharne wali ho.(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 4, sawaal # 127,pg # 66) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.