Answer |
Zakat ka malik Zakat ko ehtiyat e lazim ki bina par imam ya naib e imam(mujtahid) ki ijazat k bagair fi sabil allah yani wo kaam jin ka faida tamam muslmano ko hota ho maslan masjid ya imam bargah tamer karana wagira mai istemal nahi kar sakta hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1889)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |