Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name muslim 
Question agar ladki bazid ho k main talaq khula laina chahti hoon aur woh court se lana chahti ha jab ka khwand nahain dena chahta ha tu kia court tanseekh e nikah ker sakti ha  
Answer Gee Nahi talaq ka ikhtiyar Mard k Hath men hai, talaaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jae to talaaq nahi hoti un men se ek ye b hai k zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay or ye b zaruri hai k Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho lehaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day to talaaq sahi nahi hogi.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, 31st edition, maslah # 2462 to 2472) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.