Answer |
Agar koe cheez jis se jaiz faida uthaya jasakta ho is niyat se baichi jaey keh ose haram kaam main istemaal ki jaey or sauda is ki bunyaad per ho jaey tu ye sauda haram hay. Laikin agar is maqsad se nah baichay faqat jaanta ho k kharidaar ise haram kaam main istemaal kare ga tu koe haraj nahi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2028,2029). Update on dated 07-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |