Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Muslim 
Question Dear Sir, mujy app say yh poochna hy k fraz nimaz mn muqtadi doran-rukhu or Sajood tasbeehat ki miqdar kitni muqarir hy. ya un limited hy. is baat ka jwab mukamal detail ky saath dy . ap kee Mherbaani ho gi. 
Answer Zikr e ruku mai mustahab hai k isay 3 ya 5 ya 7 dafa bal k is sai bhi ziada parha jae. Behtr hai ikhtiar ki halat mai ruku mai 3 dafa “ ﺴﺑﺤﺎﻦﺍﷲ ” ya 1 dafa “ ﺴﺑﺤﺎﻦﺮﺑﻰﺍﻠﻌﻆﻴﻡﻮﺑﺤﻤﺪﻩ ” kahay laikin ehtiyat-e-wajib ki bina par zaroori hai itni hi miqdar mai ho laikin waqt ki tangi aur majboori ki halat mai 1 dafa “ﺴﺑﺤﺎﻦﺍﷲ ” kehna kafi hai. isi terah zikr e sajdah ka bhi ye masla hai.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1016)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.