Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question assalamualaikum main ek joint family me rahti hoon mere gher me saas susre rahte hai par susre ki nazer kharaab hai bahut badgumani karte hai mere sath mere shohar ko bhi hai is baat ka ilm hai par unke maa baap hai bolke wo kuch nahi karsakre kiya gher alag leke rahna chahiye islam me iski kiya hukum hai pls bataye  
Answer Alag ghar to lai saktay hai magar baitay par faqeer waldain ka nan-o-nafqa wajib hai. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 584 pg # 289)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.