Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalam o Alikum ap sa zina ka mtaliq pochna tha plz rahnomai karain mai buhat prashan hon. or buhat takleef main bhe. mare ak larke sa dosti hoi the woh or main shadi shuda han. or hum dono sa zina ka ghunah ho gaya ha. hum nahe chahtay tha kah zina hum karain magar jazbat main ho gay yah. hum hum buhat buhat prashan han. hum na foran Allah sa pakay araday sa zina sa tobha ka liya dwoa ke ha or har namaz main bhe kartay han. zina ka ju gunah ha us ke maffi ho jate ha yh nahe. plzzzzzzzz hamare rahnumai farmay jazakallah 
Answer 1)Zina karna gunah e azeem hay.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Minhaajus saliheen,part# maslah #29 ) 2)Sachay dil se toba karni chahea. Parverdigar ne quran majeed me wada kia hai k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta he. Aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday per amal na karay. (ref : website ayatullaha sistani d.b.)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.