Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name dnt knw whats this 
Question mera sawal ya ha,k mujy mry fiance na kaha k tm qasam khao k tm kbì ksi mard sy shadi nae kro g zndge bhar sath raho g,ar agar asa kro g to islam sy bher hoge,usny kaha k Allah ka nam la k qasam khao,ya half b,k agar hmri shadi ho na ho tum nae kr skti shadi ar ma b ya qasam khaun ga,is halaf ki kea ahmiat ha?ar agar tot jy to kea kafara ha,please help me ,ma bohat pareshan hun.jzakALLAH 
Answer Agar wo ap aysi qasam khaten hen jo sharae qasam ki sari sharton per mushtamil ho to is surat men is qasam ki mukhalifat krne se ap gunahgar hojajaege,or ap per kaffara dena wajib hojayega, matlb 10 faqeeron ko khana pet bhar kr khilaye ya phir unhen poshak (libas) pehnaye (ata kre). Sharae qasam ki shrten: Qasam khane wala Baligh, Aaqil, qasam ka irada or ikhtiyar rakhta ho, jis ki qasam khaye wo kam krna haram ya makroo na ho, Qasam Allah ka aysa naam bhi le jo kisi or k liye istamal na hota ho, Qasam k alfaz ko zaban per laye(sirf niyat kafi nahi hai), jis kam ki qasam khai ho wo mumkin ho.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2633-34). Update on dated 23-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.