Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aqa Ali Sistani 
Question Me ne apni ami ko quran pak pr hath rakh kr qasm di k me zndgi me kbi b sharab nahi pio ga agr pio to ap mjhe is jahan or us jahan me maf na krna, qsm uthaty wqt me najis halat me tha mgr me ne ksi dabao k teht qsm nahi uthai apni marzi se uthai thi or mera irada yehi tha k me ainda sharab kbi nahi pio ga to kia meri woh qasam jaiz hai or agr khuda na khasta kbi mj se wh qsm toot jay to kia us k side effects mj pr ya mere khandan pr ho skty hen or qsm totny ki surat me uska kafara kia ho ga? plz reply as soon as possible. 
Answer Ye qasam sahi shumar nahi hogi.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2633-34). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.