Answer |
Gehray nilay rang ka dhagha mareez k qad k barabar nap lain phir isi daghay k barabar 6 aur nap lain. Kul 7 tarain ho jain gi. In dhago ko mila kar un par surah alam nashrah surah # 94 parh kar phonk mar kar aik ganth marain isi terah 6 mazeed garhain lagain surah parh kar. Yani 7 tarain aur 7 garhain ho jay gi, ab falij zada kamar par bandh lain, inshallah chand dino mai theek ho jay gi. (Ref : Payam E Shifa pg # 201)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |