Answer |
Kawari larki agar nikah karna chahay to walid ya dada sai ijazat lena zaroori hai aur agar ijazat na dain to nikah nahi ho ga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2341)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |