Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalam o alikum Sir, agar shohar apni bevi ke sath pechy se kary ya bevi ko muh mai dai thu es mai gunah hai k nahi, waiting for your answer please. Thanks 
Answer 1)Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay. (ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67) 2) Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay). Update on dated 12-12-2015. (Ref : Ayat Ullah Sistani(d.b), Istiftaat I-2,I-15). Update on dated 12-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.